How To Make A Free Website In Pakistan And Earn A Lot Of Money From It [Urdu] - Tricky Tips

Monday, September 10, 2018

How To Make A Free Website In Pakistan And Earn A Lot Of Money From It [Urdu]

How To Make Free Website In Pakistan: Hello! Guys my name is Qaisar Abbas and today I will show you how to make a free website in Pakistan and Also guide you how you can make money with it.


How To Make A Free Website In Pakistan And Earn A Lot Of Money  From It [Urdu]

How To Make A Free Website In Pakistan And Earn A Lot Of Money From It [Urdu]

Friends agar ap Online paise kamana chahte hai to me ap se kehna chahta hon ki ap apni eik Website bana len kyunki Website bana kar ap kafi  acchi earning kar sakte hai our friends agar apki Website feuture me popular ho jaye to ap Soponser ke though kafi acchi earning kar sakte hai to friends chaliye shuro karte hai.

Read for fun:
Funny Urdu Poetry



Make Free Website In Pakistan

Friends agar ap new hai our pehli baar Website bana rahe hai to me apko suggest karon ga ki ap Blogger.com pe Website bana len kyunki ye free bi hai our kafi accha support bi karta hai our to our iske sath Google apko eik free domain bi deta hai. Friends sabse pehle ap blogger.com per chale jaye our wahan per apko Start ka option milega apko wahan per click kar dena hai our jab apke pass new window ajaye apne wahan apna E-Mail ID fill kar dena hai our continue kar dena hai ab apka account create ho jaye ga apko koi verification ki bi zarorat nahi paregi kyunki ye bi Google ki hi product hai is liye Google khud hi verify kar dega uske baad apke samane eik naye window open hongi gisme apko kaha jaye ga ki apne Website ka Name, Url our Theme select kar len to apne confuse nahi hona apne just eik name de dena hai lakin yaad rakhen ki apne wahi name dena hai jis pe ap website banana chahte gon e.g 123UrduStatus uske baad apne eik Url de dena hai isme bi ap wahi url denge jo ap apne Website ka rakhna chahte ho e.g 123urdustatus.blogspot.com uske baad apne koi sa bi accha sa theme select kar lena hai ye theme apko Google ki taraf se free me milenge theme select karne ke baad apne create per click kar dena hai ap apka Website ban jaye ga our friends apne is per regular posts karte rehna hai our kosish karna hai ki apka Website Google me rank ho jaye.


How To make Free Website In Pakistan And Earn A Lot Of Money From It [Urdu]

Make Money With Website In Pakistan

friends Website se paise kamane ke bohut sare methods hai lakin me apko isme se 3 sabse popular methods ke bare me batawonga jisse ap kafi acchi earning kar payen ge.


1. Soponserships

Friends jab apka Website thora popular ho jata hai our apke paas thora traffic daily ka ho jata hai to jo bari bari Companies hoti hai wo apko apne products ko promote karne ko kehte hai apke Website per our ye apki marzi hoti hai ki ap kia charges rakhen apne Website per products promote karne ke our wo Companies apke charges ke hisaab se apko payment kar deti hai our ap unke products ko apne Website per promote kar dete hai jisse unko bi fayida hota hai our apko bi.

Read for fun: Funny Urdu Poetry


2. Ads Networks

Friends ye eik eysa method hai jis ke though new bloggers bi apne Website ke though kafi acchi earning kar pate hai isme apko kisi bi eik Ads Network se apne Website ko approve karna hota hai our wo Ads Network apke Website per Ad show karta hai our jab bi koi visitor us Ad me interest leta hai our us per click kar deta hai tab apko uske paise milte hai our friends ap yaqeen kareen ki ise kafi acchi earning hoti ma jiska me khud bi use karta hon


3. Affiliate Marketing

Friends Affiliate Marketing eik aeysa method hai jisme sab se ziada earning hota hai is method se ap kam time me ziada se ziada earning kar sakte hai Friends mene apko frist wale method me kaha tha ki Soponsership se ap kisi bi Company ke product ko promote karte hai our apko paisa milta hai chahe us product ko koi buy kare ya nahi apko uske paise milte hai lakin friends yahan per aisa kuch nahi hoga Affiliate Marketing me ap kisi bi Company ke product ko sell karte hai our wo Company apko us product ke hisaab se comision dete hai jisse apki earning hoti hai isse kam time me ziada se ziada earning is liye hota hai kyunki agar ap koi expensive product ko sell karte hai to usme se apko ziada comision milte hai our ap ziada se ziada earning kar pate ho friends Companies apne hisaab se apko comision dete hai lakin ziada tar Companies apko us product me se jis ko apko kisi ko sell kia hai usme se 10% ki comision dete hai is hisaab se agar ap kisi ko $100 ki koi product sell karte hai to apko $10 milte hai our apki kafi acchi earning hoti hai.


Conclusion

Friends ye the kuch methods jisse ap Pakistan me beth kar Website ke zarye Online earning kar sakte hai apko agar Online earning karni hai Pakistan me beth kar to in methods ko follow karke ap kafi acchi earning kar sakte hai agar apko ye post pasand aye to isse ziada se ziada share karen taki dusore bi isse se fiada utha sake our kuch sikh sake our sahi tariqe se Online earning kar sake.



Thanks For Reading And Don't Forget To Share

No comments:

Post a Comment