Make $1000 Monthly By Blogging Urdu/Hindi - Tricky Tips

Tuesday, April 10, 2018

Make $1000 Monthly By Blogging Urdu/Hindi

Earn Money Online With Blogging: Guys if you searching for the best method to earn money online then you will be on right place we will guide you about the best online earning method so read this article till end and start earning online.

Make $1000 Monthly By Blogging Urdu/Hindi

Make $1000 Monthly By Blogging Full Guide In Urdu/Hindi

Doston kiya hal umeed karta hon ki aap sab bakhair afiyat se honge. Doston aap sab ko maloom hoga ki ham kayie dinon se Online Earning Series per post dal rahe the humne Online Earning se related post kiye jinse aap Online Earning karna sikh sakte hai agar aap logon ne hamare previous post nahi pare our aap Online Earning ke barema sikhna chahte hai to hamare Online Earning Series ma jakar Online Earning karna sikh sakte hai. Doston ajj ham apko is post ma Blogging ke barema batayen ge jisma ham apko batayen ge ki aap Blogging se monthly Lakhon rupees kama sakte hai.

How to make a Blog for free?

 Doston agar aap chahte hai ki aap eik perfect Blog banayen to aap hamare previous post parh sakte hai jinma hamne apko Blog create karne ke barema detail se bataya hai aap us post ko perh ke eik perfect Blog bana sakte hai our doston ma apko ye bata don ki Blog create karna bilkul free hai isma apko koi investment karne ki zarurat nahi hai.

How we can Earn Money from Blogging?

Doston Blogging ma aap Ads laga kar paisa kama sakte hai our ma apko bata don ki apko apke Blog per lagane ke liye Ads Google Adsense khud degi agar apka blog Adsense ke liye approved ho to aap asani se Earning kar sakte hai.
Ab doston apke mind ma ye question araha hoga ki ham Adsense ke liye approval kase len!
To doston ma apko bata don ki Google Adsense approval asani se nahi milta Google Adsense Approval unhi Blogger ko milta hai jinka Blog perfect hota hai.

How to make a perfect Blog for Google Adsense Approval?

Doston Google Adsense Approval ke liye 5 chizon ka hona bohut zarori hai in 5 chizon ke bina apko Google Adsense Approval kabi bi nahi mil sakta.

1. 15 To 20 Articles

Doston agar aap chahte hai ki apke Blog ke liye approval mile to apke Blog per 15 se 20 Articles ka hona zarori hai baghair 15 se 20 Articles ke Google Adsense apko kabi bi Approval nahi dega. Doston 15 se 20 Articles ke hone se Google Adsense ko ye maloom hoga ki aap Blogging karne ke liye serious ho our doston ye baad yaad rakhkhen ki apke Articles ma ziada se ziada text hona chahiye our photos ka kam istimaal hona chahiye text ki nisbat our aap eik hi din ma 15 se 20 Articles post nahi kar sakte apko roz ke 1 se 2 Articles post karne honge jise apka Blog thora porana bi ho jaye ise apko approval milne ma asani hogi.

2. Attractive Theme :

Doston ye baad sabko maloom hai ki apke Blog ka theme attractive hoga to visitors apke Blog per ziada se ziada visit karenge our apke Blog per ziada time spend karenge our apke ziada se ziada post ko read karenge Google Adsense bi yahi dekh kar approval deta hai ki apke Blog per visitors kitne hai.

3. About Us Page :

Doston agar aap chahte hai ki apke Blog ko jaldi se jaldi approval mile to apke Blog per About us ka Page hona lazimi hai jisma apke Blog our apke barema detail se likha ho our visitors apke Blog our apke barema Jan sakien our Google Adsense ko bi apke Blog our apke barema pata chale.

4. Contact Us Page :

Doston contact us ka Page banane se apke Blog per visit karne wale visitors apse Contact kar saken ge our apse apne questions ke barema poch sakienge our apko contact us ka Page banane se ye fayida hoga ki agar apke Blog per koi float ho ya apke Blog per koi page miss ho to apke Blog per ane wale visitors apko bata sakienge our aap asani se apke Blog per mujood float ko thik kar sakienge.

5. Privacy Policy Page :

Doston Privacy policy Page ma aap ye bate hai ki apke Blog per jo koi bi registered karega uska Email password ya koi our information ka ghalat use nahi kia jayega balki wo information sirif safety our aap tak updates pochane ke liye use hoga.
Aap Google Adsense ko bi ye bata sakienge ki apke Blog per agar koi visitors visit karta hai to uska information kisi third-party Website ya person ko leaked nahi kia jayega our Google Adsense se bi apko asani ke sath approval mil jayega.

Doston jab aap in 5 chizon ko bana lete hai to aap Google Adsense Approval ke liye apply kar sakte hai our Google Adsense apko 99℅ approval de dega our agar aap yahan pe routine se post dalte rahenge to aap Blogging se monthly lakhon rupees kama sakenge our doston agar aap iska proof chahte hai to aap YouTube ya Google per search kar ke maloom kar sakte hai ki bohut se Blogger monthly lakhon se bi ziada kama rahe hai.

Conclusion

Doston agar apko hamare aj ka post acha laga to is post ko ziada se ziada Share karien taaki ziada se ziada log ise fayida utha sakien our agar apko is article se releted koi question hai to ap niche comment kar ke pouch sakty hai ham koshis karen ge ki jitni jaldi ho sake apke question ka reply kar saken.


Thanks For Reading And Don't Forget To Share

No comments:

Post a Comment