Doston ye hamare ajj ka dusura post hai our is post ma ham apko eik asi Android Application ke barema batayienge jis ka use karke aap Blog ke liye Articles likh sakte hai. Doston ye baad apko maloom hoga agar aap eik Blogger hai to ki apko Articles likhte time Online rehna parta hai our jab kabi apke pass Internet Connection nahi hota tab apko bohut parishani ka samana karna parta hai. Doston wese to aap apne Android Mobile ma mujood Notepad ko bi Offline Articles likhne ke liye use kar sakte hai lakin Android Mobile ma jo pehly se Notepad hota hai usma aap maximum 1500 characters se ziada use nahi kar sakte to ise apko bari parishani ka samana karna parta hai our jo Android Application ham apko batawale hai wo Android Mobile ma mujood Notepad se kai ziada popular hai.
Features in This Application :
Doston is Application ma jo features apko mileage wo bohut hi ziada kamaal hai is Application ma aap jo Note likh rahe hai usma aap Pictures, Video our live recording bi add kar sakte hai is Application ki sabse khas baad ye hai doston ki isma aap jitne chahte hai typing kar sakte hai our store bi rakh sakte hai. Doston is Application ma our bi kai sare features hai joki aap khud install karke dekh sakte hai.
Doston ma khud bi apne Blog ke liye Articles isi Application ka use karke likhta hon our ma apko bi is Application ko eik use karne ke liye zaroor recommend karonga. Doston is Application ko eik baar zaroor use karien our agar apko ye Application pasand nahi ata to aap ise use karne ke baad uninstall bi kar sakte hai kiyunki doston ye Application bilkul free hai.
Conclusion
Doston agar apko hamara ajj ye Post pasand aye to is Post ko ziada se ziada share kigiye taaki our log bi ise fayida utha sakien our guys agar apko hamara ajj ka ye post pasand aye to nichy comment kar ke zaroor batayen apke eik comment se hamien bohut ziada motivation milta hai to comment zaroor karen.Click this Link For Install Application :
playstore.com/noteone
Thanks For Reading And Don't Forget To Share
No comments:
Post a Comment