Scom 4G | Pakistan's 6th 4G network launched in GB & AJK - Tricky Tips

Sunday, April 15, 2018

Scom 4G | Pakistan's 6th 4G network launched in GB & AJK

Scom 4G Pakistan's 6th 4G network launched in GB & AJK:  A big news for all internet users in Pakistan the Pakistan 6th 4G network launched in GB & AJK with free internet Scom 4G.

Scom 4G | Pakistan's 6th 4G network launched in GB & AJK

Scom 4G | Pakistan's 6th 4G network launched in GB & AJK

Assalamu Alaikum!
Doston kia app jante hai ki Pakistan ma eik naye 4G Network launched ho chuki hai. Doston agar app nahi jante to is post ko pura pariega kiyunki ham is post ma apko sab kuch detail se batane wale hai.

SCO (Social Communication Organization) :

Doston ye Company wese to kai saloon se chal rahi hai Gilgit Baltistan our Azad Kashmir ma lakin ye Company us time 2G network per kaam kar raha tha lakin doston kuch months pehly hi inhon ne apna network 4G kar diya hai. Doston philhaal to ye Company pure Pakistan ma abi mujood nahi hai ye Company abi sirf Gilgit Baltistan our Azad Kashmir ma hi work kar rahi hai lakin is Company ka kehna hai ki ye apni network kuch mahine ma pura Pakistan ma laga degi.


What is the Advantage of this Network :

Doston sabse pehla fayida to yahi hai ki ya Pak Army ka launched kia giya 4G network hai is liye app is network per ankhen band karke trust kar sakte hai our duseri waja ye hai doston ki is Company ki 4G Speed dosure jo 4G networks hai Pakistan ma unki Speed se kahin ziada teez hai. Doston Pakistan ma sabse ziada teez 4G network Zong hai jiski speed maximum 28mbps hai lakin doston is 4G network ki speed minimum 42mbps hai doston app khud compare kar sakte hai ki konsa best hai our doston ma yaqeen ke sath keh sakta hon ki ye Company ane wale time ma Pakistan ka sabse bara 4G Company ban jayega our eik baad doston is Company ka kehna hai ki ye apne network ko pure Pakistan ma provide karne ke baad free data apne customer ko provide karegi jisa ki ajj India ma Jio 4G ne free diya howa hai.

Check another post: Big News for Online Earners in Pakistan



Conclusion

Doston agar apko hamara ajj ka ye Post pasand aye to is post ko ziada se ziada share karien our nichy comment kar ke zaroor batayen ki apko hamara ajj ka post kaisa laga guys apke eik comment se hamien bohut ziada motivation milta hai is liye comment zaroor karen.



Thanks For Reading And Don't Forget To Share

No comments:

Post a Comment